* gmail account kya hai usko hum kaha use kar sakte hai
Hi friends, gmail google ek account hai agar apko internet pe apni pehsan banani hai agar aap koi online business karna sahte ho to apko gmail account ki jarurat padi gi aur gmail account kai jaga kam ata hai jese ki maine nise dikhaya hai :
(1) google+
(2) google playstore
(3) maps
(4) blogger
Aur bhi jaga ham gmail account ka use kar sakte hai vese to ham yahoo, microsoft se bhi id bana sakte ho main aaj google par id kese banti hai ho batavu ga
Gmail account kese banate hai :-
(1) gmail account banane ke liye is link par jaye www.gmail.com
(2) create account par click kare
(3) ab apko apna mobile number dalna hai aur next par click kar dijiye
(4) apke mobile number par ek massage ayega massage me ek link ayegi usko khol na hai Kabhi massage ane me time bhi lag sakta hai
(5) new page khulega usme hamara adha number hoga Piseka two digit mobile number dalna hai jese maine apna number dala hai usi tarah aap apna number dale aur next par click kare
(6) ek new window khulegi usme apko first name, last name, birth date aur gender dalke next par click kare
(7) uper diye gaye box par apko apni gmail id nakh ni hai apne nam se bana sakte ho (jo apko asha lage o nam)@gmail.com example bhi diya gaya hai Agar aap sun le tab aap next par click kare
(8) apna password dale do bar password hamesha lamba rakhe 8 se jyada sabdo me dale aur finish par click kar de
Ab account taiyar ho jayega jab bhi ham gmail account log in kare badme log out jarur kare agar is post par samaj na aye to comment kar ke push sakte ho
Tags:
Blogger
good artical
ReplyDeletethanks. neeraj sharma
Delete