free website ya blog kese banate hai blogger par

Blogger kya hai uske bare me jante hai





                          Hello friends, blogger ek google ki service hai blogger se ham free website bana sakte hai uske liye apko koi charge nahi lage ga

                     Agar aap koi online business karna sahte ho to blogger par apni website bana sakte ho aur apna business
Bada sakte aur apni knowlege post ke jariye share kar sakte ho me fir se kahna sahuga ki blogger par ham free me website ko bana sakte ho
Step to step follow kare


Blogger par website kese banaye:-


(1) www.blogger.com per click kare



(2)  ab aap gmail account se sign up kijiye agar apka gmail account nahi to bana lijiye fir sign up kijiye gmail account bana ne ke liye aha click here





(3)  New window khulegi ab aap new blog uper click kijiye




 Title :-


ab aap apne blog ka title set kijiye jese maine apna title set kiya vese hi aap apna title set kar sakte hai


 Address :-

address per apna address dal sakte ho jese maine apna blog url dala hai


Templete :-

Dikhai gai sabhi templete me se ham ek ashi templete suj kijiye jo templete rakhni ho ush par click kare
     
                    Ab create blog par click kijiye apka blog taiyar ho jayega


Warning:- 

Blogger par blogspot ata hai ham badal nahi sakte ho agar apko badal na hai to domain name kharid na padega
         
            Maine apni site ka url pravinwaptricks.blogspot.com set kiya hai ushi tarah aap bhi apna blog url set kar sakte ho ( jo apko rakhna hai o).blogspot.com set kar sakte ho

     Apne blog ka url asha name rakhe jese ki google most top kya keyword search karte he ushiko dhyan me rakh kar apna blog url set kare jise apki site par jyada se jyada visitor aa sake


   Agar apko is post par samaj na aya ho to comment karke pus sakte ho





2 Comments

Previous Post Next Post

Blog ads