Web tunnel app - airtel free internet trick 2016





Hi friends, ajj me android user ke liye airtel free internet trick leke aya hu. Airtel me free internet kaise use karte hai without data pack. Ajkal internet bahut mehga ho suka hai. Khaskar 3g/4g plan. 3G/4G plan mehga hone ki  wajah se apko hamesha 2g ka sahara lena padta hai. web tunnel android app ki madad se app daily 150-200 mb tak 3g/4g data free use kar sakte hai. 

web tunnel app airtel free intrrnet trick 2016

Apke man ek sawal hoga ki akhir web tunnel android app kya hai. Ise kaise use karte hai. Yeh app ek vpn (vitual private network) app hai. Vpn ka use karke hum internet ki security bada sakte hai. Jyatar log vpn ka use apne internet security ke liye karte hai. salo point par ate hai is app ki madad se free internet kaise chalate hai. Nishe di gaye sare intruction ko follow kare


Airtel network setting:-

- airtel sim me balance rs.1 kam rakhe ho sakta apka balance cut bhi sakta hai.

- apn me apko airtelgprs.com dalna hai.

- agar apko speed badani hai to chota 3g/4g data pack bhi active kar sakte  hai.



How to use airtel free internet step by step:-



1. Vpn over http tunnel: web tunnel android app download

   Notes.agar new version na work kare to web tunnel app ka old version download kare. India me new version work nahi karta hai lekin old version karega. old version aap google per search karke download kare. Ya 9apps download kar sakte ho.

2. Ab download ho gaya hoga. Ab apke smart phone me intall kijiye.

3. Intall karne ke bad  ise open kare.

4. Apko yaha any free server select karna hai. 

5. Header host me apko nishe diye gaye server list me se kinhi ek ko dalna hai.
  • One.airtel.in
  • One.airtel.in/net
  • Airtellive.com
  • Buddies.airtelmoney.in
  • 56789.airtel.in

6. Proxy host if any ese blank hi rehne de.isme apko kuch nahi karna hai.

7. Port me apko 0 ya 80 dalna hai.

8. Protocol me aap koi bhi sun sakte hai. mere mutabik aap isme ssl hi rakhe apke liye betar rahega.

9. Simple per tick mark kar de. Aur connect kare.

         Agar reconnecting  intil-intance eror aye tab diye gaye server change karna hai. Agar apko high speed  se chalana hai. To chota 3g/4g pack active kijiye. Apki network ki speed high ho jayegi.



Working gujarat proof:-


web tunnel free internet trick 2016


Free internet use karte samay apka sim block bhi ho sakta hai.



Sim block kardene wale reason(karan):-


Sabse pehle apko pata du ki isme kuch limit hoti hai. 100mb se leke 200mb tak limit hoti hai. Agar apne ise jyada use kiya to apka sim block bhi ho sakta hai.

Night me iska use na kare. Agar katna hai to server full batade tab ushe bar bar connect mat kijiye.

Big file download na kare. Karni hai to choti file hi download kare.

Kai sare android app ese hai jisme apko gps ka use karna padta hai. Main kehna sahuga ki ese app ka use na kare jaise ki maps etc.

Miss call alert, 10ps/minute, local minutes inhi me se koi bhi chota pack recharge kijiye. Apko sim kabhi block nahi hoga.

Agar apka sim block bhi ho jaye tab apko darne ki jarur nahi hai. App dusra sim dale aur connect kare ho jayega. agar is post related sawal ho to comment karke pus bhi sakte ho. Apni taraf se puri kosis karuga jawab dene ki.






















Post a Comment

Previous Post Next Post

Blog ads