android smart phone me pattern lock kaise tode


android mobile pattern lock forget


                Hi friend apke pass android smart phone to hoga hi kabhi kush log apne phone me pattern lock laga lete hai aur us lock ko bhool jate hai sawal ye hai is lock ko toda ja sakta hai to me kehna sahuga ha bilkul toda ja sakta hai pattern 2 method se toda ja sakta hai phone add hui gmail account se ya factory reset karke salo jante hai dono trick ko





Factory reset data karke lock kholne ki method

          Apke mann me ek sawal hoga ki jab lock hi nahi khul raha hai to reset kese kare kuch tips bata raha ise ho sakta hai salo jante hai kese

Warning!
Apke phone me internel memory, contect number, etc delete ho jayega

(1) Pehle apna phone switch off kare

(2) Ab apko volume up button + Home button Power key ek sath hi dabani hai agar apke phone me home button nahi hai to volume up button + power button se kare

(3) Ab apke phone me kuch option ane lagege uper jana ho to volume up button and nishe jana ho to volume down button ka use kare aur jis per jana hai to power button ka use kare yaha per touch nahi kam ayega

(4) Apko " wipe data/ factory ", "restore factory default", "Delete all user data" nam milege pehle bata du ki sab ke android phone me alag alag hoge in option me se apke mobile me hai to usper power key daba kar jana hai

(5) Fir apko aur option ayega "Reboot system now" inper jaye power key daba kare

(6) apka phone reboot hone lagega reboot ho jaye tab apka phone automatic salu ho jayega 

(7) phone on ho jaye tab dekhege ki apka phone pattern lock unlock ho jayega




Gmail account se kaise pattern lock kholne ki method

(1) Pehle apko pata hona sahiye apne phone me konsa gmail dala hua hai gmail.com per jakar gmail id aur password check kar le

(2) Ab pattern lock 5 se 6 bar galat type kare apke samne kuck option ayege alag alag phone me alag alag option ayege try again, next forget password, etc

(3) Next forget password per jana hai apka gmail id aur password dal dijiye apka pattern lock khul jayega

               Agar apko is post ko related question ke liye comment kar ke mujse pus sakte ho








Post a Comment

Previous Post Next Post

Blog ads