Hi friends, aaj me apko blogger blog par sitemap kaise submit kare google search console (google webmastertool)me. Kya apne website (blog) banaya hai par traffic nahi ata hai to hum niras ho jate hai ap kitni mehnat se post dalte hai par blog visitor nahi ata to me bata du ki apko niras hone ki koi jarurat nahi mere step ko follow kare jise apki blog google search me aa sake
Google search console (google webmastertool) kya hai
Google search console google seo ka webmastertool hai jo humari blog ko google search me lane me madad karta hai google sabse bada search engine hai vese to yahoo, bing jese kayi search engine hai jis par apka blog submit kar sakte hai me bata du ki usko use karne par koi charge nahi lagta hai bilkut free me hota hai
Google search console par sitemap submit karne se humare blog ki post google search engine me show hone lagti hai salo jante kese submit kare mere step follow kare
Blogger sitemap kaise submit kare google search console :-
(1) google search console par gmail se log in kare
(2) ab ap dashboard par jaye
(3) sitemap par click kare
(4) Ab add-test sitemap par click kare
(5) add-test sitemap par click karne par kuch option aayege uspar apko nise diya gaya code dalna hai
ATOM.XML?REDIRECT=FALSE&START-INDEX=1&MAX-RESULTS=500
¤ agar apke post me 500 se jyada post ya page hai nise diya gaya code dale
ATOM.XML?REDIRECT=FALSE&START-INDEX=501&MAX-RESULTS=500
¤ agar 1000 se bhi jyada hai to yeh code dale
ATOM.XML?REDIRECT=FALSE&START-INDEX=1001&MAX-RESULTS=500
(6) code ko copy karke box me paste karke submit par click kar de
Ab ye code dalne ke bad submit kar diya hoga ye xml sitemap submit hone me 5-6 din lagte hai ya use bhi jyada din lag sakte hai jese hi apka sitemap submit hota hai tab apki site google search me ane lagti hai
Happy blogging
Apko is post lekar koi sawal he to comment karke push sakte ho