meta tag ko blogger template me kese submit kare (meta tag seo ke liye jaruri hota hai)



pravinwaptricks.blogspot.com



Hi, friend me aaj apko meta tag ke bare me batavuga ki meta tag kese blogger par submit karte hai meta tag seo (search engine optimise) ke liye bahut jaruri hota hai meta tag ki madad se hum seo ko bata te he ki humare blog me kya hai blog kis topic par kam karta hai meta tag ki madad se seo ko ashani rehti hai humare blog ko search me lane ke liye meta tag lagane se blog jald index ho jata hai





Meta tag kya hai seo ke liye ke liye jaruri kyo hai


                   Meta tag humari blog ke bare me seo ( search engine optimise) ko batata hai ki blog par kon post dalta hai blog kis country ka hai blog ki bhasa kya hai ye sari bate meta tag ki madad se hum humari blog ke bare me seo ko batate hai meta tag se seo ko humari sari bate jald pata sal jati hai aur hum jo post karte hai ho search engine so hone lagata hai isiliye meta tag seo ke liye jaruri hota hai
age jante hai meta tag kese banta hai




 Meta tag kese banata hai


Discription:- discription me apko apne blog sota discription dalna hai jese apka blog ke bare me 150 sabd me likhna hai hum sab facebook twitter kai social network par share karte hai tab ho discription dikhta hai



Keywords:- keyword me apko apne blog ka most important keyword dalna hai jese ki "blogger" "seo" "free recharge" "widget" keyword apke blog ka dalna hai mera mutabik 15 se 20 keyword dal sakte hai


Author:- author me apko apna nam dalna hai jo blog salata hai usi ka nam dale


Robot:- robot ki madad se hum seo ko batate hai ki kin kin sijo ko google search me lana hai mere khyal se ALL hi rehne de


  nise diye gaye meta tag generator tool box sari bate dale aur copy karle





Description:
Keywords:
Author (Optional):
Robots (Optional):





Meta tag ko blogger kese submit kare:-


(1) www.blogger.com par log in kare

pravinwaptricks.blogspot.com

(2) ab apko template par jaye aur edit html par click kare


pravinwaptricks.blogspot.com


(3) ab apko <head> code ko search karna hai


pravinwaptricks.blogspot.com


(4) ab us code ko <head> ke nise paste karde

(5) ab apka template save karde




               Ab apka meta tag taiyar ho gaya hai agar samaj me na aya ho to comment karke pus sakte hai



Post a Comment

Previous Post Next Post

Blog ads