How to root android smart phone without any risk [ hindi me ]



Android rooting process ke bare me aap sab jante hi hoge. Agar nahi jante hai to koi bat nahi aaj me step by step jankari dene wala hu.

How to root android phone

Root kya hai.

Root ek esa process hai. Jo android phone ko puri tarah se customise kar dena hai. Yani apke phone ko bypass kar dena. Yeh ek esa tarika hai. Jise aap android mobile ko jaise sahe use kar sakte ho. Salo jante hai. Jane se pehle apko iske faide aur nuksan ke bare me janana jaruri hai.

Android mobile ko root karne ke faide.

Root karne se apka mobile hang hona bandh ho jayega.

App apne phone me kuch bhi change kar sakte hai. Font, theme ka colour, etc

Android phone me internal memory aur ram badha sakte hai.

Apke mobile ki battery life achi ho jayegi.

Kisi bhi app phone memory (internal memory) se memory card (sd card) me move kar sakte hai.

Apke phone ka cpu performance acha ho jayega.

Android mobile me imei number, android id, mac address, etc change kar sakte hai. Aur sabse bada faida apne playstore par kayi sare app dekhe hoge jo root ki permission magte hai. Us app ko tabhi use kar sakte ho jab apka mobile root ho.



Android mobile ko root karne ke nuksan


Sabse pehle apke phone ki warranty khatam ho jayegi. Kyu ki root karna ek illegal process hai.

Root karne ke bad aap OTA process se update nahi kar payege. Apko zip file se karna padega.

Agar root karte samay apne kuck galti kardi to apka mobile dead (bandh) bhi ho sakte hai. 

             Gabhraye mat maine kayi sare mobile root kiye hai. Aaj tak kuch problem nahi ayi. Root karne ke kai sare tarike hai. Sare tarike bataoga. Yeh process karne se pehle apke mobile me 90% battery charge karle. Aur apki important file ka backup lele ho sakta aap ki file delete bhi ho sakti hai.

Warning !
          mere intruction ko follow kare. Agar apne kuch galat kar diya to apko mobile bandh bhi ho sakta hai. Jiska jimedar me ya meri site nahi rahegi. Balki aap khud hoge.

Kingroot ki madad se mobile ko root karne ka tarika(method)



1. Kingroot app apko playstore me se nahi milega. Kyu ki root karna ek illegal process hai. Kingroot app aap kingroot ki offiacial site se download karna padega. Download karne ke liye yeha click kare

2. Ab is app ko intall karna hai.

3. Intall karne ke bad ise upen kare.

4. Simply apke samne root likha hua hoga. Apko root par click karna hai. Ab kya aap ke phone me root ki process salu ho jayegi. Percetage me 0% se 100% ho jaye tab apko mobile root ho jayega. Agar apka mobile tabhi na ho to nishe diye gaye app bhi try kar sakte ho.


Zip file se mobile root kaise kare without pc/leptop


Sabse pehle apko mobile me update superSu ki zip file download karni padegi. Download karne ke liye apko (apke mobile ka model number dale) supersu root zip file download www.google.com jakar search karna hai.

Download karne ke bad apko us zip file ko memory card me move karni padegi. Kisi folder mat kare memory me bahar hi move karde.

Ab apka mobile off karna hai. Off karne ke bad volume up button + home button + power button ek sath dabani hai. Agar apke mobile me home button nahi hai to volume up button + power button se try kare.

Mobile me recover mode ho gaya hoga. Volume down button dabake nishe jana hai. Yeha par apply update from external storage par jana hai. Jane ke liye power ka button use kare.

Ab apke samne apka memory card aa suka hai. Power button dabake superSu zip file ko upload karni hai.

Mobile me root hone ka process salu ho gaya hoga. Jab root ho jaye tab apka mobile reboot karle.

            Tabhi apka mobile root nahi hua to apko computer se mobile root karna padega.




Computer ki madad se phone root kaise kare.


1. Sabse pehle apko computer me kingroot software download karna padega. Download karne ke liye yeha click kare

2. Kingroot software ko computer me intall karna hai. 

3. Ab apke mobile ko USB ki madad se connect kare. Connect karne ke liye apke mobile phone setting per jana hai. Developer option dikhai dega usper jana hai. Usme usb debugging ka option hoga usme tick mark kare.

4. Agar apke mobile me developer option nahi hai. To apko about device - build number par 3-4 bar click karna hai. Setting me developer option show hone lagega.

5. Mobile pc se connect kare.

6. Computer me kingroot upen kare. Usme connected mobile ka model number dikhne lagata hai.

7. Ab apko root per click karna hai. Jaise hi aap root par click karte hai root process start ho jayega. Jab root ho jayega tab finish likha aa jayega us par click kare. Ab kya aap ka smart phone root ho suka hai.

                Agar apke man koi sawal ho to comment kar ke push sakte ho. Mere facebook page par like karna na bhule like karne ke liye yeha click kare










Post a Comment

Previous Post Next Post

Blog ads